Achha Sila Diya Lyrics by B Praak is a New Hindi song sung by B Praak and music video featuring Rajkummar Rao, Nora Fatehi & Aakash Ahuja. Achha Sila Diya Lyrics are written by Jaani and music given by B Praak.
Song Details
Singer : B Praak
Lyrics : Jaani
Music : B Praak
Director : Arvindr Khaira
Label : T-Series
Achha Sila Diya Lyrics
Yeh chhoti moti baatein
Toh rehti hain
Yeh chhoti moti baatein
Toh rehti hain
Yeh chhoti moti baaton se
Kahan dare hum
Dukh yeh nahi
Ke tune tasveer jalayi meri
Uski aag seki tune
Wahan mare hum
Pyar ka pyar ka
Haaye mere pyar ka
Haar haar ka
Haaye meri haar ka
Ho maza le rahein hain
Log meri haar ka
Ho maza le rahein hain
Log meri haar ka
Yaar ne hi lut liya
Ghar yaar ka
Achha sila
Ho achha sila diya
Tune mere pyar ka
Ho achha sila diya
Tune mere pyar ka
Ho yaar ne hi lut liya
Ghar yaar ka
Achha sila diya
Tune mere pyar ka
Ho achha sila diya
Tune mere pyar ka
Yaar ne hi lut liya
Ghar yaar ka
Achha sila
Aisi khuda aisi khuda
Duwa dede mujhko
Ke marne ke baad
Hum dikha karein tujhko
Dikha karein tujhko
Dikha karein tujhko
Aisi khuda aisi khuda
Duwa dede mujhko
Ke marne ke baad
Hum dikha karein tujhko
Kaash aisa ho ke
Neendein udd jaaye teri
Tere ghar ke aage
Kabar bane meri
Ko qaatil hai tu
Mere aitbaar ka
Jaani qaatil hai tu
Mere aitbaar ka
Ho yaar ne hi lut liya
Ghar yaar ka
Achha sila diya
Tune mere pyar ka
Ho achha sila diya
Tune mere pyar ka
Yaar ne hi lut liya
Ghar yaar ka
Achha sila
Mere saath saath
Chale teri parchhayi
Ik tu hai jise
Meri yaad na aayi
Yaad na aayi
Yaad na aayi
Ho mere saath saath
Chale teri parchhayi
Ik tu hai jise
Meri yaad na aayi
Kaun tha samundar
Jo paas tere aaya
Kaun nadi jisne teri
Pyas bujhayi
Ho kab se iraada tha
Tera vaar ka
Ho kab se iraada tha
Tera vaar ka
Ho yaar ne hi lut liya
Ghar yaar ka
Achha sila diya
Tune mere pyar ka
Ho achha sila diya
Tune mere pyar ka
Yaar ne hi lut liya
Ghar yaar ka
Achha sila
Pyar ka yaar ka
Haaye mere pyar ka
Haar ka haar ka
Haaye meri haar ka
Mujhe lagta hai ki
Aivein hi badduwa lenge
Mujhe lagta hai ki
Aivein hi badduwa lenge
Apne saaf haath
Gande kara lenge
Mujhe chhod ke jaane wale
Ja chhod diya tujhko
Jiska mara huya zameer
Hum usko maar ke kya lenge