Bematlab Lyrics – Asim Azhar | Talha Anjum

[Bematlab Lyrics]

Be-matlab hui hamari zindagi
Be-matlab hui hai saari bandagi
Kiven samjhawan teinu
Ishq da rog ae meinu
Kiven samjhawan teinu
Ishq da rog ae meinu
Zehmat hi sahi
Kya aisi be-rukhi

Mujh ko aisi nah saza de
Apne ban jeena sikha de
Yaadein saari pal mein jala de
Khoya hoon mai ghar ka pata de

(Yeah, yeah)
Hijr ke yeh pal guzarne ko raaji nai
Dil mein be-dili hai be-chaini khati rehi
Khushbuve hain teri nazar kyun tu aati nahi?
Dil ke baagh mein ab koyal bhi gaati nahi


Tere peeche mai deewana ik zamane se
Ik zamana mujh pe guzra tere jaane se
Rawani nahi hai saans mein duba hoon jaise paani mеin
Mujhe shor nahi chahiye gehraiyon mеin jaane de
Ab mujh pe jo guzar rehi
Tumhein to koi khabar nahi
Tere tareeqe hi karein be-naqaab tujhe
Dil be-taab karein bezaar mujhe
Dil ab banjar koi zindah shajar nahi
Chand yaar hi ab dikhain mere saath mujhe
Padhe zehn mera samajh ke kitaab mujhe
Kehti ho mujhe bas ji aur aap tum
Paharon ke beech chhupa ek taalaab tum
Meri mehfilon ki ronak aur adab tum
Agar mein musiqi hoon to phir rabaab tum
Ab tu bhi hai akeli and I know
Teri kul mila ke saheliyan do
Fake smile but the pain still shows
Tu chup rahe
Where you could let it go

Be qaraari hai
Raat bhaari hai
Chain na mile kahin pal bhar
Rog yeh tera
Hum pe taari hai
Chha rahi hai dil mein halchal
Veekhan mai teriyaan raavaan
Uth de kyun digda jaawan
Veekhan mai teriyaan raavaan
Tere wal mein turda jaavaan
Be matlab hui hamari be-khudi

Mujh ko aisi nah saza de
Apne ban jeena sikha de
Yaadein saari pal mein jala de
Khoya hoon mai ghar ka pata de

See also  Chand Mahiya Lyrics - Asim Azhar


(Yeah, yeah)
Hijr ke yeh pal guzarne ko raaji nahi
Dil mein be-dili hai be-chaini khati rehi
Khushbuve hain teri nazar kyun tu aati nahi
Dil ke baagh mein ab koyal bhi gaati nahi

Hijr ke yeh pal guzarne ko raaji nahi
(Mujh ko aisi nah saza de)
Hijr ke yeh pal guzarne ko raaji nahi
Dil mein be-dili hai be-chaini khati rehi
(Apne ban jeena sikha de)
Khushbuein hain teri nazar kyun tu aati nahi
(Yaadein saari pal mein jala de)
Khoya hoon mai ghar ka pata de

Bematlab (Music Video)

Song & Music Video Credits

Bematlab Lyrics Asim Azhar : This song sung by Asim Azhar & Talha Anjum, a new addition to the Hindi music scene, featured in the album “BEMATLAB”. Lyrics of this song are penned down by Asim Azhar and music for this track was produced by Sulaman Naseer.

Bematlab Song Details:
Artists : Asim Azhar, Talha Anjum
Album : BEMATLAB
Lyrics : Asim Azhar, Hassan Ali, Talha Anjum
Music : Sulaman Naseer, Asim Azhar
Label : Asim Azhar

Bematlab Video Details:
Female Artist : Alishba Abbasi
Producer : Dilawar Baloch
Director : Abdul Wali Baloch