Kuch Itne Haseen Lyrics by Yasser Desai is a New Hindi song sung by Yasser Desai and music video featuring Priyanka Chahar Choudhary & Ankit Gupta. Lyrics of this song are written by Samy and music given by Rajat Nagpal.
Song Details
Singer : Yasser Desai
Lyrics : Samay
Music : Rajat Nagpal
Director : Azeem Mann, Agam Mann
Label : Play DMF
Kuch Itne Haseen Lyrics
Dekh kar humein dunia
Kitni hairaan hai
Mazak nahi ye bandhan
Ye khuda ka ehsaan hai
Ho bhari mohabbat dekho
Dekho har baat mein
Ho bhari mohabbat dekho
Dekho har baat mein
Kuch itne haseen hai hum
Haseen hum sath mein
Kuch itne haseen hai hum
Haseen hum sath mein
Dhup lage jo tumko sar par
Chaon ban jayege
Kanto par chalna bejijhak
Tere paon ban jayege
Haar kar na haare waisi
Haar jaisa hota hai
Ye jaana tumse mil kar jana
Pyar kaisa hota hai
Ho chand chamakta jaise
Jaise ho raat mein
Ho chand chamakta jaise
Jaise ho raat mein
Kuch itne haseen hai hum
Haseen hum sath mein
Kuch itne haseen hai hum
Haseen hum sath mein
Sada hi sath rahege
Samay ka paimaan hai
Ishq bhare mausam mein
Mausam bhi bayimaan hai
Mitti aur khusbhoo jaise
Jaise barsaat mein
Mitti aur khusbhoo jaise
Jaise barsaat mein
Kuch itne haseen hain hum
Haseen hum sath mein
Kuch itne haseen hain hum
Haseen hum sath mein